Love story
Hello dosto hmare blog me aap ka svagat hai ye kahani hai gav me rahne bale 15 year ke ladke ki
Love story
Main ek sant svabhab ka ladka hun aur mujhe malum nhi ye pyar, mohbbat kise kahte hai meri jindgi achchhe se Kat rhi thi phir achanak ek rat mere pas ek ladki ka phone aata hai aur mujhe ladkiyo se kya ladko se bhi bat karni nhi aati
Pahchan
Bo mujhse mera naam puchhti hai lekin mujhe dar lag rha pta ye kaun ladki hai aur mujhse mera naam kyo puchh rhi hai maine apne man hi man socha ek anjan ladki mera naam kyo puchhegi uske bahot puchhne se maine apna naam to bta diya phir maine usse uska naam puchha usne apna Riya btaya aur bhai aa gye kah kar phone kat diya meri nind haram kar di
Soch
Phir main puri rat yahi sochta rha ye kaun ho sakti hai aur ise mera no. kha se mila phir mere dimag me aaya Riya naam ki ladki ek mere ghar ke pas me bhi rahti hai yahi ye bahi to nhi
Intjar
Phir kya main agli rat ka intjar karne lga kab phone aaye kab main uske ghar ka pta puchhu jab main usse pta puchha to aap ko gav me rahte hai kah kar phone kat diya ab main bahot paresan ye kaun ho sakti hai
Call
Phir kya roj rat main uske call ka intjar karta kab call aaye kab bat ho
Kismat
ek din main apne khet me kam kar rha tha mere sath mere dost bhi the maine bahot himmat juta ke unse puchh liya bhai ye no. kis campany ka hai unhone kha ye no. to mere ghar ka hai phir mera jo hal hua
Buri kismat
Ab ye to samajh aa gya ye phone mere dost ki bahan ka aata hai lekin ye nhi pta tha kis bahan ka hai kyoki uski 2 bahan this
Intjar
Ab main uske call ka intjar kar rha tha call bhi aa gyi maine puchha aap mere pas call kyo kyo karti ho aap mere dost ki bahan ho bo boli aap ko kaise malum main bola kaise, kyo chhodo han ya na me jabab do boli han main bola mere pas call mat karna ab kya rone lgi main aapse bahot pyar karti hun aap ke bina ji nhi sakti main bola dekho aap mere dost ki bahan ho main aapko bhai ko apna bhai manta hun hmare bich me ye sab thik nhi aapke bhai ko malum padega to kya sochege hmare bare me usne phone kat diya
Phir call
Inta samjhane ke bad bhi bo nhi mani call phir ki phir hona kya tha bat hoti rhi dhire dhire 6 mahine bit gye pta hi nhi chala ab to aisa hall ho gya tha bat na ho to na use chain pade na mujhe
Achanak phir
2 din call nhi aayi main bahot paresan kya ho gya mujhse koi galti ho kya tab tak call aa gyi jaise hi call risive hui rone puchha kya hua ro kyo rhi ho boli didi ne bat karte dekh liya maine use samjhaya aur kha didi se meri bat karana
Didi
Didi se meri bat hui pahle to unhone mujhe data phir samjhaya aur boli ye galat hai ab galat kya 6 mahine ho gye bat karte huye
Kismat
Khair didi ne bataya nhi kisi ko dhire dhire 1 barsh bit gya lekin ham log kabhi mile nhi the sirf phone se bat hoti thi aur aisa lagne lga tha ham dono ek dusre janmo se jante ho
Milan
Maine use milne ke liye khet par bulaya pahle to mna karti karti rhi kisi ne dekh liya to kya hoga akhirkar aa gyi lekin jab tak bo samne nhi thi main thik tha bo jaise hi mere samne aayi meri aabaj lad khadane lgi sase teg ho gyi aur main usko dekhta hi Jason rha tha par kuch bolne ki himmat nhi thi bo boli ghar jau maine bhi kah diya han ja
Milan ke bad
Call aayi ab mujhe bahot bura lag rha tha bulaya bhi aur hmare bich kuchh hua bhi nhi bo boli tum bilkul pagal ho main bola kyo boli bulaya bhi aur bat bhi nhi ki na hi mere liye koi uphar laye main bola agli bar deta hun
Aarthik istithi
Ab meri aarthik istithi kharab ho rhi thi main use bina byaye bahar kam Karne chala gya call aayi to btaya pahle to naraj hui phir boli saam ko call kar lena main nhi kar paugi
Kam se aaya
Maine kam se aate hi sms kar diya maine socha phone apna hai nhi ghar ka hai malum nhi kiske pas hoga phir meri jindgi ne ek ajab mod liya mere dost ki call aati hai aur volta hai ye kya sms me kya like ke bheja main bola bhai kisi aur ke pas bhejna tha galti se pahuch gya jaise taise dost ko samjhaya
Dost
Ab mera dost roj phone chek karne lga kiska phone aata hai kisse bat hoti hai phir usne ek din bat karte huye pakad liya phir kya dost ne use Mara pita meri khatam bat honi band ho gyi aur mujhe chetavani mili
Ghar aaya to
Ghar aane ke bad mujhe pta chla uske bhai ne uski shadi kra di ab kya meri jindgi me bacha hai maine jindgi jina chhod ke jindgi katna suru kar diya
Dosto ye story kaise lgi comment me jarur batana
Main aapke liye aisi hi story lata rahta hun ummid karta hun ye story aapko pasand aayi hogi
Thank you



Superb bhai
ReplyDeleteThanks bhai
DeleteBaHut badiya bhai
ReplyDeleteMast bhai
ReplyDeleteThanks
ReplyDeleteNice story
ReplyDelete